"Yeh Aaina"
(from "Kabir Singh" soundtrack)
Song details:
Movie: Kabir Singh
Song: Yeh Aaina
Singers: Shreya Ghoshal
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Amaal Mallik
Label: T-Series
Lyrics_
[Music]
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware
Itna lage sochne keu
Jo roz mujhko sanware
Itna lage sochne keu
Main aaj kal tere baare
Tu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main toh
lehar hoon
Ehsaas ki tu hai duniya
Chhota sa main ek shehar hoon..uh.
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware.eh..
[Music]
Khud se hai agar tu bekhabar
Bekhabar rakh loon main tera khayal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
(Sapno mein loon main sambhaal kya)×2
Main daud ke paas aau
Tu neend mein jo pukaare
Main rait hoon
tu hai dariya
Baithi hoon tere kinaare
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare..eh..
[Music]
Tanhah hai agar tera safar
Humsafar
tanhaai ka main jawaab hoon
Hoga mera bhi asar
Tu agar
(padhle main teri kitaab hun)×2
Seene pe mujhko sajaa ke
Jo raat saare guzaare
Toh main savere se keh doon
Mere shehar tu na aare..
Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanware..eh..
[Music]
Also See:
KABIR SINGH 2019